Funny sms in hindi - Mallika......
>> Wednesday, September 22, 2010
Mallika ko MIXer pe kaam karte dekh kar noker bola
Madamji Juice bana rahe ho kya?
Mallika :nahi re !
apne kapade DOH rahi hu !
Funny sher o shayari - Ek sher
>> Thursday, July 22, 2010
Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Mujhe Sher nahi aata kisi aur se suno
Funny SMS in Hindi - Tasvir
>> Saturday, July 10, 2010
Aapki Tasvir Banate Hu To Adhuri Reh Jaati Hai
Aapki Tasvir Banate Hu To Adhuri Reh Jaati Hai
Kabhi SEENG Reh Jate Hai To Kabhi POONCH Reh Jaati Hai
Funny SMS in Hindi - Mohabbat
>> Friday, April 9, 2010
Mohabbat ki rahon mein har pal dard milega
Mohabbat ki rahon mein har pal dard milega
Meri maano to uss raste par mat chalo, varna sar dard milega.
Exam SMS Shayari - College Exam
>> Wednesday, March 3, 2010
College ki gali yo me
Ajib khel hota hai
Class me baithe baithe
Dilo ka mel hota hai
Notes ki jaga love letter
Exchange hota hai . . . .
Es liye aashiq
Hamesha fail hota hai !
Hindi Exam SMS - Kuchh to hua hai
>> Friday, February 26, 2010
Exams ke char din pahle syllabus dekha to yaad aaya
Kuchh To Hua Hai Kuchh Ho Gaya Hai,
Exam ke din paper dekha to yaad aaya,
Sab Kuchh Alag Hai Sab Kuch Naya hai
Funny SMS - Ugly in Hindi - English
>> Monday, February 22, 2010
Once a baby monkey ask his mum....
"mum why r v so ugly?"
Mum replies..."Beta essa mat bol kyno ki jo yeh sms padh raha hay wo hum sai bhi ugly hai " ( do not say like this because the person who is reading this SMS is more ugly than us" )
Hindi SMS - Bruce Lee
>> Thursday, February 18, 2010
ब्रूसली की पसंद ना पसंद :
फेवरिट सब्जी : मु-ली
फेवरिट नास्ता : इड-ली
फेवरिट त्यौहार : दीवा-ली
फेवरिट एक्ट्रेस : सोना-ली
फेवरिट म्यूजिक : कव्वा-ली
फेवरिट मूवी : कु-ली
फेवरिट जानवर : बिल्ली
फेवरिट दिमाग : आपका ?
क्यों ? . . . क्यों की खा-ली !
Hindi SMS Shayari - Bal
एक गंजे के सर पे
दो बल थे . . .
एक कला था
एक सफ़ेद था
एक लम्बा था ,
एक छोटा था . . .
एक लहराता था
दूसरा भी लहराता था
दोनों एक दुसरे से शादी करना चाहते थे
मगर कर नहीं सकते थे
क्यूँ ?
क्यूँ की ईस देश में
बालविवाह मना है !
Funny Rajasthani SMS - Message
>> Sunday, February 14, 2010
Tharo messagedo jab jab aave hai,
Mahro rom rom machal jave hai ,
Ang ang me gudgudi hove hai . . .
Ye thare message ko kusur ni hai !
- ye to salo mobile hi vibrate hove hai !
Exam SMS message text - Student
How today's students think ?
Kabhi sochate hai
Aaj padhenge ....
Kabhi sochate hai kal padhenge ....
Jab exam aai sar pe to kahenge
Aabhi kya tambura padhenge ?
Funny Friendship Message - Kya jamana
Kya jamana hai !
Andhe ke haath me Durbin
Gunge haath me Mic
Takale ke haath me Shampoo
Pagal ke haath me Bomb
Aur aap ke haath me Mobile ! ...
Kya jamana aya hai !
Funny Pyar SMS - Love ke liye
Love ke liye kuchh bhi karega
Ghanto mobile pe baat karega
To bill kaun, tera bap bharega ?!
Hindi Funny SMS - Imran Hashmi
>> Friday, February 5, 2010
Imran hasmi ne apni Girlfriend ko,
Pahale "Ashik Banaya",
Phir "Chocolate" me "Zahar" dal kar,
"Murder" kar dala,
Aur kaha "Kaliyug" me "Aksar",
Aeisi hi "Jannat" milti hai !
Funny Motivational SMS message - Aage Badho
>> Tuesday, February 2, 2010
Manzil ki taraf badhate jao,
Jo dil kahe vo karte jao,
Pichhe valo se aage niklo,
Aage valo se aur bhi aage badho,
Josh se badho , Josh se badho,
Tabhi tum achhe rikshawale ban paoge !
Funny SMS in Hindi - Murga
Hum ne ek Murga pakda
Tokari mein bandh kiya
Vo niche se nikal gaya !
Fir pakada fir bandh kiya,
Fir niche se nikal gaya !
Bahot gussa aaya,
Murge ko pakda , kata,
Pakaya , khaya .... magar
Fir niche se nikal gaya !
Funny Hindi SMS - Su Su
>> Tuesday, January 26, 2010
Ek Kutta Raste pe su su karke gaya ...
Fir ek Aadmi uas su su pe khada hai...
To uas Aadmi ko aap kya kahoge ?
Sochiye , Sochiye ....
Sochiye , Sochiye ....
Aare Su-par-men !
Funny Friendship SMS - Cold Kiss
>> Tuesday, January 19, 2010
Do bar Lips pe
Do bar Gal pe
Ek bar Mathe pe
Do bar Aankho pe
... cold cream lagana mat bhulana !
winter aa gaya hai...
Funny friend message in Hindi - Your well wisher
Aap...
Ha, Aap...
Aavara Kutte ,
Gatar ke Suvar,
Nali ke Kide,
Gali ke Gobar,
Maleria ke Machhar,
... se dur rehna !
Warna bimar pad jaoge !